Mustafa Jaan-e-Rehmat Pay Lakhon Salam

Sarkar (Salallaho Alaih Wasalam) ki mohabat ka charcha karna hay jub tak zindah hain, Inshallah. Batlado Gustakh e Nabi (Salallah o Alaih Wasalam) ko ghairat Muslim zindah hay, Un(Salallaho Alaih Wasalam) par mar mitnay ka jazba kal bhi tha aur aaj bhi hay.